Ajeeb zindagi ho gayi hai yaar. Roz subah late se utho phir reels chalo karo. Zindagi ne itna nirasha de diya hai ki kuch karne ka mann bhi nahi lagta. Wo banda jo roz padh padh kar mehnat kara ab marne jaisa soch dimaag mai aate rehte. Ye system he jalat hai lekin hum akele bole isse kya farq hai wo toh phir bhi chalta rehta hai. Ek do se ab hazaro bande faasi pe kyu na latak jaye phir bhi ye chalta he rehta hai. Tumhe pata hai problem kya hai problem ye hai ke itni saari bheed mai hum kaise soch lete hai ke hume kismat saath de degi lekin phir bhi tassali nahi hoti hai yaar kya kare kuch banne ke zidd ne toh sab kuch kho dala hai. Tanne sun sunn kar pareshan aur phir raat ko ro ro kar. Saala ham he bekar ho gaye is sapne ke peeche bhaag bhaag kar.