NovelToon NovelToon

Story of Two Different Religions

Episode 1

...place where in a few minutes a birthday 🎂 party was having.

Arey Zara jaldi karo Yutti ke ane se pehle hame sari taiyari karni hai,Nisha ne apne friends ke bola .Aaj Yutti ke life ka Hume sabse special day banana hai aaj uska 20th birthday 🎂 hai ....

Suno Nisha cake aaya kya ?Amit ne pucha ,

Oo ha ,aacha hua yaad dilaya me abhi call karke firse comform kar leti hu ki kaha tak pohcha ,

Tu ye sab chor or Yutti ko leker aa ,Zoya kehti hai .

Ok thik hai to me jati hu tum log jalti sab ready kar ke rakhna me eyu gai or eyu aai ok ,Nisha itna bolte hi Yutti ko lene chali jati hai .

                Ye party Nisha ke ghar ke chat per ho rahi thi aaj Yutti ka birthday hai sab use surprise Dena cahte hai or isiliye Nisha ne apni best friend Yutti ke liye ye party rakhi hai or ab vo use lene ka rahi hai .

                Yutti ! Yutti ! Nisha awaz lagati hai Yutti Ghar se bahar nikal aai use lag raha hai ki mere friends mera birthday bhul gaye hai , ha boliye maharani aab yaad aa rahi hai meri Yutti ne cidhate hue bola ,Tu ye sab chor or dekh me tere liye kya lai hu ,Nisha ne bola,Oho kya hai bol na,Yutti ne khush ho kar pucha ,Ab kya tu mujhe ander bhi nahi bulaye gi, acha ha ander aa.

dono itminan se Beth jate hai , ha ab to bol kya gift hai Yutti utsukta se boli ,

Nisha : ye dekh

Yutti: (gift ko unwrap karti hai )oo wow 😲 ye kitni achi dress hai

Nisha : tujhe pasand aii ?

Yutti : ha ye bohot aacha hai ruk me try karke aati hu (Yutti kuch der baad ready hokar aati hai ). kesi lag rahi hu

Nisha : too good looking like a birthday girl

yutti : birthday girl matlab tujhe Mera birthday yaad tha

Nisha : ofcourse kyu yaad nahi hoga although I'm your best friend Yutti ab jaldi chal ,I have a surprise for you

yutti : surprise!

Nisha: yes ab chal

            (dono party me jane ke liye nikal jate hai )

yutti : wese hum ja kaha rahe hai

Nisha : ti bas dekhti ja ( Nisha ne Yutti ke akhon per Patti laga di thi is waja se use kuch dikhye nahi de raha tha )

 Yutti : kaha leke ja rahi hai

Nisha : abhi pata chal jaye ga (dono chat per pohoch jate hai sab log besabri se dono ka intejar kar rahe the Yutti ke ate hi Nishaa ne uski akhon ki patti kholi or sabne eksath happy birthday ka song gana shuru kiya) "HAPPY BIRTHDAY TO YOU, HAPPY BIRTHDAY TO YOU, HAPPY BIRTHDAY DEAR YUTTI HAPPY BIRTHDAY TO YOU" with clapping along sab ne Yutti ko wish Kiya

yutti : oh my God ( itna bolte hi Yutti bhavook hokar Nisha ke gale lag gai )

Nisha: kesa laga ?

Yutti: bohot aacha

ye pura scene are friends dekh rahe the tabhi Ravi ne mast se bola " ooo what a emotional scene mujhe bhi Rona aa gaya( or juth me apni akhe saf karne laga ) chalo ab mujhe bhi shamil Karo (esa bolkar vo or sare friends bhi un dono ke lage lag gaye)

Amit : chalo abhi bohot hogya emotional scene ab cake cut kare

Nisha : tu cake ke piche hi kyu pada hai ghar se kuch ka kar nahi aaya kya

Amit : arey wah tujhe kese pata 😁(itna kehte hi sab log cake cut karne chale gaye)

(hello,if you like this episode then please like and comment for another episode)

episode 2 (planning to go out

Sab log cake cut karne chale jate hai (singing happy birthday song) and Yutti cake cut karke sabse pehle Nisha ko khilati hai then after sab enjoy karte hai cake khate hai tabhi Ravi bolta hai

Ravi: arey koi sampen vampen lao

Amit: Ravi tujhe pata hai Yutti or Nisha ye sab nahi pite isliye humse bhi nahi mangwaya

Ravi: oo sorry vo me bhool gaya tha

Thodi der bar Yutti ne Nisha se kaha ki Nisha mujhe tujhse kuch baat Kari hai

Nisha: ha bol na

Yutti: akele me!

Nisha : oo aacha chal , kya hua ?

(Yutti Nisha ko akele me chat ke corner per leke jati hai or kehti hai )

yutti : dekh Nisha ajj moka bhi hai or dastoor bhi tu Amit ko apne dil ki baat bata Deni chahiye

Nisha : dekh agar mujhe use apni Dil ki baat batani hoti to me kab ka bata deki per tujhe acchi tarah pata hai ki me use kyu nahi baata rahi hu

Yutti: yaar Nisha per aaj ke jamane me koi is religion defference ko nahi dekhta

Nisha: per mere kishna ji ko dekhte hai na unka kya karne ke baad kon jawaab dega unhe

Yutti: dekh vo me samajhti hu per agar ye baat pyaar ki ho na to Krishna ji ko bhi Radha Rani se jukna padta hai or wese bhi ye hamare college ka 2nd year hai wo bhi end pe iske baad tere pass shif ek saal hi hai soch le pyaar ko bagwaan bhi mana nahi karte balki pyar karne walo ke sath hote hai

Nisha: baat to sahi hai teri ,per ye society Inka kya ye nah to chan se jeene degi na hi Marne

Yutti: tu apni khushiyan in society ke logo ke liye barbad kare gi arey ge log to shif 2 , 4 din baatein banayenge or fir bhul jayenge wese bhi tujhe in sab ke bare me nahi sochna chahiye

Nisha: .......

Yutti: dekh mujhe bhi lagta hai ki Amit bhi tujhe pasand karta hai ab tu decide kar ye baat me batau ki tu use pasand Karti hai ya tu khud bataye gi

Nisha: nahi nahi ! Tu mat batana mehi kabhi moka dekhkar bata dungi

(tabhi Amit waha aa jata hai )

Amit: kya kise batana hai Nisha?

Nisha: (ghabrate hue ) a..b.. Kuch nahi hum to bus eu hi..

(Nisha baat khatam karti use pehle hi Amit uski baat kat kar Nisha se kaha )

Amit : Nisha mujhe tumse kuch baat karni hai

Nisha: ha bolo na

(tabhi Yutti bolti hai )

Yutti: acha tum dono baat karo me zara aati hu

( esa keh kar chidhate hue wha se nikal gai )

Nisha: ye Yutti bhi na ,choro tum bolo na( Amit se kehti hai )

Amit: ha vo me kya soch raha tha ki kyu na hum sab kahi ghumne chale wese bhi college me kuch dino ki chutti hai to

Nisha: ha good idea but tumhe to pata hai ki mere gharwale kitne strict hai I think so mujhe permission milegi

Amit : Nisha wo sab me dekh lunga wese bhi teri mummy ko mujhe per bharosa hai I'm sure wo meri baat man jayenge me unhe mana lunga , done ?

Nisha: ok agar wo man jate hai to mujhe koi problem nahi hai done

Amit: ye hui na baat , wese Nisha mujhe tumse ek or baat kehni thi

Nisha: hmm bolo

Amit: (hichkichatey hue ) aaj tum is sari me bohot achi lag rahi ho ese hi sari pehna Karo acchi lagti ho

Nisha: (sharmate hue) thank you wese tum bhi bohot aache lag rahe ho

(tabhi Ravi ki awaj aati hai )

Ravi: arey kya kar rahe ho tum dono yaha aao hame bhi batao

Amit: ha ha aate hai ( tabhi Amit ne ghumne jane ke plan ke bare me apne friends ko bola to unhone bhi ha hami bhari ar jagaha naki karne lage )

Ravi: Goa chale ?

zoya : ha aacha Idea hai , kya khayal hai dosto

(sabne han bol diya or Goa Jana sab ne naki karli )

Amit: aacha Idea hai wese bhi hamara ek resort bhi Goa me hum waha reh sakte hai 3,4 din aramas se reh lenge kya kehte ho

(sab se ha bol diye or Goa Jane ka plan final hua )

Ravi: ha chalo abhi kal nikal na hai to packing karna pade gana chalo chalo

( hey guys here is the next part of this story if you like this episode then like and comment for next 3rd episode)

Download MangaToon APP on App Store and Google Play

novel PDF download
NovelToon
Step Into A Different WORLD!
Download MangaToon APP on App Store and Google Play