NovelToon NovelToon

Zara And Sara

two friends

Zara ek Masum bholi bhali se ladki hoti hai

Zara ke father ek bhut bare bijnes man hote hai

Zara bhut udas rahti thi

Na kisi se baat kar ti na Kahi jaati thi uski koi dost BHI nahi thi

Wo sirf aapne father ke saath rahti thi

ek din wo apne Gao gaye

Unke gao me bahut bara aur sunder Ghar tha

Us ghar me bahut sare log rahte the

Zara aayi aur kisi se baat bhi nahi ki

us ki dadi boli kiya huwa Zara itni udaas Kyu ho

Zara ne kaha mujhe apne room me Jana hai

Dadi ne kaha thik hai Jao thoda aaram kar lo itni dur se jo aaye ho

Dadi kamal ko bulaya jo unkey ghar ka servent tha

Kamal room saaf kar diya

Kamal bola ji dadiji

Dadi ne kaha thik hai to Zara ko uske room me le jao

Kamal bola ji dadiji

Aur Zara apne room aa gayi

Aur wo sogayi

Zara so kar Uthi To Dekhi ke bhut chahel pahle ho rahi thi

uski dadi aayi aur boli Zara sokar utha gayi chalo kuchh khalo kahati piti nahi ho Kiya

Zara boli nahi dadi mujhe bhukh nahi hai

Dadi boli kiya kamjor parna hai

Thori to khalo Chalo

Zara boli thi hai

Phir jara khana khayi aur apne room me chali gayi

Dadi aayi aur boli kiya baat hai Zara itni kam khayi ho aur apne room me chali aayi

Mujhe bahar achha nahi lag raha tha

Dadi boli kiya dhekho apne bhi behen ko kitne maje kar rahe hai aur tum ho ki room me chali aati ho

Zara boli mujhe ye chahel pahle achha nahi lagta hai aur yaha bhut shor hai

Dadi boli thike hai chalo hum kahi ghumne chalte hai

Zara boli mujhe kisi ke sath nahi jana me akele Jana chahti hu bago ki taraf

Dadi boli thik hai

Kamal ko bulayi aur boli kamal Zara ko bag ki taraf le jao aur inka khayal rakhna

Kamal bola ji dadiji

Kamal Zara ko bage ki taraf le jaata hai

Zara ko ek phul ka podha dikha Zara ko phul bhut pasand hote hai

Zara kamal ko todne ko bolti hai par phul bahut uncha hota hai aur kamal thora bantha hota hai

kamal kahta hai babaji mujhse nahi tutega

Zara bolti hai thik hai me khud tor ti hu

Zara todne ke liye kudti hai par wo gir jati hai

Aur use chot bhi lagti hai

Tabhi waha par ek ladki aa ti hai aur bolti apna hath deti hai

Aur bolti hai Tum kon ho tumhe mene kabhi nahi dekha

Zara bolti hai me Zara hu tum kon ho

me sara hamara naam kitna koman hai Zara and sara

Sara boli tumhe chot lagi hai aur apne duptta se farkar bandhti hai

Aur bolti hai tumhe phul chahiye kiya

Zara boli ha sara use bahut khubsurat phul deti hai

Wo phul bahut sundar hoti hai

Zara boli Woww ye bahut sundar phul hai ye mujhe hamesha se chahiye tha

App Store और Google Play पर MangaToon APP डाउनलोड करें

नॉवेल PDF डाउनलोड
NovelToon
एक विभिन्न दुनिया में कदम रखो!
App Store और Google Play पर MangaToon APP डाउनलोड करें