Jab aur dohka de tou sai
Jab aur dokha de tou sai
Magar jo baap se milta
hain na dokha Kamal ka
Milta hain.
Beta mare majboori thi main uske karzyi tha tou apne mughy bach diya good dad good mughy lagta tha main Hina hashim kardar apne baap ki shahzadi Hain magar magar dad main galat ho hina kardar jo kabhi royi nai hala key Jahan ne bhi mughy kis kuch kahan magar main main nai royi dad mughy meray baap ne hi barbaad Kar diya mughy apne apne dad barbaad kardiya apne aur wo sath hi rona shuru hogayi aur roti gayi hain sai ho yar please sai nai mama meray ideal mera crush meray jinho ne mughy beach diya ooooo beta aisa nai hain jahan bohut acha hain wo tumse pyar karta hain abhi pyar hashim ke mou main hi tha ke Hina na dad wo mughse pyar nai kartay wo mughse nafrat kartay hain dad main main Hina kardar jis ke liye log martay hain wo insaan mughy juti ki nok pe rakhta hain dad wo bekao kahta hain jo mahine Kia aik din lakho kamati hain dad aj main tut gayi ho apko pata hain use mughy kahan Tha tumhare baap ne tumhe baecha hain magar dad Maine yakeen nai Kia mughy laga wo jhout bol raha hain meray dad jo mughy chout lagnay par khud itna pareshan hotay thay wo mughy baech kaise saktay hain main tou unke ladli bati Hu. Phir dad aj rahim jantay hain na use wakeel rahim Malik usne mughy bataya tumhare ded ne Mr.Khan ka 19 karor dena tha jo wo na de saky iss waja se unho tume baech diya I am right dad. Baecha nai Hina uss time hashim kardar maghroor admi apni bati ke hathi neechay zammen main apne ghutney ke bel betha tha baecha nai usna mughy bati achi tum bati ki shadi marey batay se kardo tou main Kia karta hina main majboor tha main karzayi tha aur aur jahan bhi acha larka hain tumse pyar karta hain. Dad wo mughse pyar nai karta. Main tumhare pao pakarta Hu mughy maaf kardo beta dad Kia Kar rahy hain aur usse wakt Hina hashim se peechay hati aur neechay zameen main bath kar unko galay laga lia. I am sorry Maine apse batmeez ki. Nai beta I am sorry maine tumhare sath galat kia. Nai dad apki majboori thi. Peechay khari zumar kardar boli ha thek hain main tou kisi ki Maa hi nai ho Hina uth ke zumar ke pass gayi aur usse tight hug Kar liya. Raat ko jab Hina ghar ayi har taraf andhera tha usne zor se jahan ka naam bolate aur use wakt lights open hui mention ki aur khall ki front wall pe sorry likha hua tha aur sath aik cake tha aur jahan uski halat tou kabile raham thi napkin Jo sarry chocolate se bhari Hui thi hair main flour laga hua tha. Hina ki pahlay tou hassi nikle aur phir apne kitchen ki yaad ayi jahan apka ye khall hain tou mera kitchen o nai jahan t
***Download NovelToon to enjoy a better reading experience!***
Updated 7 Episodes
Comments
Jimmy Kudo
My whole mood is dependent on the next chapter, update ASAP!
2025-10-11
1
Ayesha Niazi
Ok🥰
2025-10-11
0