Love Is This Right?
"You're right one comes in your life in the most unexpected form of life which creates your life beautiful" this is what I was told by my mom from the starting of my life. I never knew what she meant to say by that but by my current situation I wonder "who's my right? "
Rimsha is a 19 yr old girl who is finding her right one in her life to create her life beautiful just like her mother said it will be. She's n extrovert girl who is clumsy n troublemaker n always had a bad luck in her life. (let's hope that she doesn't have a bad luck in her love life)
jese subha huvi rimsha ki maa uske kaamre mai gayi rimsha ko uthane ke liye kyu ki aj uske clg ka phela din tha or vo madam ab tak soo rahi thi
"kumkaran ki aulaad aj uthe gi tu aj tere clg ka phela din hai uth ja" ayesa kehne ke baad vo rimsha se uski blanket kheech ne lagi "kya yaar mummy thodi der tho soone do muhje. hamesha pareshaan karte rehte ho" ye kehne ke baad rimsha ne apna pillow apne saar pe dala "aj tumhara phela din hai clg ka uth ja varna bahar khadna padega vo bhi pehle din or aj tuhje zoya pick up karne vali hai bhul gayi?" rimsha foran uthi Or bathroom mai chali gayi chila te huve "Arre mummy phele bolna chahiye tha na mene ab tak nahaya bhi nahi hai!! kya yaar ap bhi na! " itna kehkar vo chali gayi.
Apne gile baal ek sukhe tawal se sukhate huve vo nichee utri Or seedhe kitchen ki taraf bhaagi "meri maa aj tu neeche ayegi? varna mai ja rahi hu akele samjhi!! " zoya niche khadi horn marne lagi "Arre arahi hu sabar tho karlo thoda sa" phir rimsha apna dhud ka glaas pike glass ko niche rakha Or ghar ke bahar bhagi.
"thoda sabar karle ti mummy ne alu ke parathe banaye the mere liye " ayesa kehkar vo gadi par bet gayi "madam apke alu ke parathe ki vajeh se aj hame bahar khadna paadta" dono phir clg phochi Or dono class ki taraf bhagne lagi magar jaldi jaldi me rimsha lift me kisi se takra gayi
"ouch!! andhe ho kya?" vo apni kurti sidhi karne lagi Or jab upar ladke ki taraf dekha tho Vo usse bas ghure hi jarah tha "oh hello mister kabhi khubsurat ladki nahi dehki kya?" yeh kehne ke baad rimsha lift ki taraf saamne palat gayi. zoya ne notice kiya ki vo ladka abhi bhi rimsha ko ghur raha hai. zoya ne rimsha ka haath padka Or uske kaan mai bolne lagi "yaar vo ladka abhi bhi tuhje ghur raha hai" rimsha ne man hi man mai kaha ki "ise tho mai batati hu" rimsha vapas peeche palti Or ladke ko gusse se uski ankho mai dehkne lagi. tab hi us ladke ke dost ne usko lift ke bahar kheechne laga "bhai chal apna floor agaya. Tu usko ghurna baand karega ab. sry sister Vo aj thoda zyada neend mai hai" rimsha ne apne baal piche kare or uske dost ko kehne lagi "haan ise jaldi yaha se leke jao varna mene isko ek chata maarna hai" zoya ne rimsha ko peeche kech liya or lift band hogayi.
Ayaan is a 19 yr old introvert boy who has zero interest in love and thinks that there is no such things like love n only has a goal to go abroad n do his father's dream job.
***Download NovelToon to enjoy a better reading experience!***
Comments