my novel is time travel

chapter 2

donon ke hi dost donon ko kahate Hain kya ki tum donon kab se dost ban Gaye to oh honey ki tumhen lagta hai ki main is Jaise ladke ko apna friend banaungi ya FIR aur kuchh yah sunkar Sanji kya hai tum khud ko samajhti kya ho kya tum Hur ki pari Ho Jo main tum Jaisi ladki Ko bhav dunga yah sunkar oh honey usko kahati hai tum aakhir khud Ko samajhte kya hua tum jante bhi ho main tum jaise ladke ko na pasand karna bhi Na chahun aur vaise bhi mujhe Na tumhen koi interest nahin hai kyunki main kisi aur Ko pasand Karti hun yah sunkar Sanji kahta hai ki achcha kisi Ko pasand karti ho aur kisi ki ko kis karte ho yah sunkar man per kafi sannata ho jata hai aur sab hi UN donon ki taraf dekhne lagte Hain vah donon hi court le feel karne lagte Hain aur vahan per kafi hairani wala mahaul ho jata hai aur FIR kuchh der ke bad sab hansne lagte Ho kahate Hain kya tum donon ne kis Kiya hai to donon hi kahate Hain ki nahin nahin aakhir ham donon aise kyon karenge ham donon to ek dusre ko pasand bhi nahin karte Hain to ham donon vah sab kyon karenge Jo girlfriend and boyfriend karte Hain aur kuchh bhi apni taraf se mat socho tabhi Sanji yahan main oh honey ko date kar raha hoon kya isase kisi ko problem hai yah sunkar vah per sab shauk Ho jaate Ho kahate Hain kya Tum donon ki bich dating setting ho rahi hai aur hamen to kisi ne bhi nahin bataya tabhi oh honey hai ki main is Jaise bande Ko aakhir kyon date karungi aur vaise bhi main kisi aur Ko pasand Karti hun Maine bhi Tum sabko bataya hai na to sabhi yah sunkar use per hanste ham kahate Hain ki vah to hamen pata hai lekin tumne use shakhs ka Naam to nahin bataya to yah sunkar oh honey sochati hai aur FIR kahati hai ki han maine Tum sabko pahle nahin bataya lekin ab bataungi main oh yaan ko pasand Karti hun ki Tum kar sabhi shauk hote hain aur kahate Hain kya tumne usko propose Kiya vah sabhi uske proposal ke bare mein baat karne lagte Hain aur sab yah bhul jaate Hain kya Kher abhi kuchh der pahle hi Sanji na oh honey ko propose kiya tha aur hamara Hero vichara ham sab ki baton se related hone lagta hai aur vahan se chala jata hai aur usko chahte oh yaan aur uski taraf vah kuchh is tarah se dekhta hai Sanji oh yaan taraf kuchh is tarah se dekhta hai ki beta agar meri Bandi ne ki propose kiya na aur tune han kar diya to dekh main Tera kya hal karta hun uski taraf is tarah dekhte hain use aankhon hi aankhon se darane lagta hai tabhi oh yaan hai ki bhai aakhir tujhe hua kya hai Tum meri taraf is tarah kyon dekh raha hai Jaise ke Maine Teri girlfriend chura Li aur tu mujhe kha hi jaega Sanji hai ki nahin nahin vah kya hai Na main apni najron ka Jadu istemal kar raha tha yah kahkar vahan se Sanji aur ham dusre taraf dekhte hain ki UN teenon ki baten pure school mein fail gai hai aur teenon ne hi ek dusre ke piche pade hue hain aur teenon ke bich love triangle ho raha hai aur aaj to hamare Sanji Na oh honey ko propose Kiya aur hamari oh honey ne hamare oh yaan propose Kiya Lekin agar hamare oh yaan Na oh honey postal accept kar liya to hamare Sanji uska to bechare ka Dil Tut jaega sabhi yahi baten करते-करते pure school mein pila dete Hain aur ham dekhte hain ki sab yahi baten kar rahe hote Hain to teacher UN teenon ko bulate hain aur UN teenon ki class lagate ho kahate Hain kya hetu teenon ke bich chal kya raha hai jo tumne pure school ko apni baton ke bich fansa rakha hai koi bhi acche se padhaai nahin kar raha hai to teenon hi kahate Hain ki hamari galti nahin hai aur hamara oh yaan to kuchh pata hi nahin hai aur bechari ki to be faltu mein Naam kharab kar diya ja raha hai to teacher oh honey kahate Hain kya FIR tumne hi kya rahata pilao ya hua hai agar tum yah sab band nahin kar paogi to main tumhari shikayat tumhare parent se kar dunga yah sunkar oh honey Ko kahati hai sir I am sorry agar meri vajah se koi bhi problem I Ho main sab khud hi solve kar lungi aur please aap yah baat meri ghar mat batana Varna mere parents ko meri fikra hogi to teacher kahate Hain ki agar tum apne parents kitni fikar hai to tum yah sab school mein kyon Karti Ho Han tab hi hamara Sanji yah sab meri galti hai mujhe hi maaf kar dena kyunki mujhe nahin pata tha ki mere aise propose karne ki vajah se pure school mein baten hone lagegi to sar kahate Hain Saja to Tum teenon Ko milegi aur tum teenon jakar ground ke 10 chakkar maro teenon hi kahate Hain to tabhi oh honey Sanji gir jaati hai aur donon ke bich fir se kis hota hai aur UN donon ke kis karte hi donon hi fir se TRAI travel karke 2022 mein a jaate Hain aur donon hi dekh kar shauk hote hain kya khir ho jab bhi kis karte Hain to is wale word mein aate Hain aur jab dobara kis karte hain to use wali world mein chale jaate Hain to donon hi kahate Hain ki chalo itna ham thoda fan karte hain vah dekhte hain ki vah donon to wedding gown mein khadi hai aur wedding hall mein hai aur unke Charon taraf mehman hi mehman hai donon Desh ka shauk hote hain aur UN donon ko kasme khane ko kaha jata hai donon ki samajh mein kuchh bhi nahin a Raha hota hai ki pichhali dafa unhone shaadi ke liye kapde kharide the aur is dafa vah donon shaadi karne ja rahe hain UN donon ke pass kuchh bhi chara nahin hota vah kuchh bhi nahin kar sakte hain ki yah to vaise hi ek sapne jaisa hai to kyon Na ham donon shaadi kar hi le vah donon shaadi kar lete hain aur sab kahate Hain ki kis karo Apne normal life mein bahut jaenge to donon hi fir se kis karte Hain lekin is bar donon hi wapas nahin ja paate Ho donon hi dekh kar kafi shauk hote hain aur donon kafi dar jaate Hain to unke parents kahate Hain ki Tum donon Ko shaadi ki mubarakbad donon ko mubarakbad dekar UN donon ko unke kamre mein chhod dete Hain aur donon hi ek kamre mein hokar kafi awkward Li feel karte hain aur donon kahate Hain

Episodes

Download

Like this story? Download the app to keep your reading history.
Download

Bonus

New users downloading the APP can read 10 episodes for free

Receive
NovelToon
Step Into A Different WORLD!
Download NovelToon APP on App Store and Google Play