Abhimanu apni takat check karne ke liye punch tester machine par punch marta hai jise punch tester machine ek sound ke sath Abhimanu ka result dekha deti ha . Tabi ek or senior student Karan atta ha . Bo Abhimanu ka result screen par dekhta ha or say that not bad at all you have done a good job 801 kg ke punch power Bura nahi. Abhimanu says that kya karan sir apki punch power mujhse jayda ha apke punch ke power 900 kg se jayada ha . Karan bolta ha tumhari umar abhi kam ha aghar tum chaho toh apni punch power bada sakhte ho . Abhimanu sochta ha mujhe apni punch power or speed ko
badane ke liya abhi be kuch or time lage ga . Fir Abhimanu ke exam ka din be ajatha ha . Pahle din uska science dusre din litrechar or akhir din math ka hota . Math ke par ke din Abhimanu paper kar raha hota ha . lekin exam was very thuf . Abhimanu ne sabi correct answer tick kar leya the lekin jab Abhimanu na ek problem solve kar le uske bad jab bo second problem solve karne laga toh usa answer use sahi nahi mil pa raha tha bo jetani kochi par le . Abhimanu sochta ha kuch ho galti me kar raha hu. Tab Abhimanu ka dayan uske par nahi jata lekin uske heart beat tej ho jaati hai. Abhimanu ko pasina ane lagta ha . Jab uske najar uske watch par jati hai toh uske heart beat 290 ke par ho chuki thi tode de baad uske shir me dard hone laga ha use esa lagta ha jese koi uske dil me kil tokraha ho . Abhimanu achanak se chillatta ha or Sir khete ha Abhimanu kya tum thek ho . kuch hua toh nahi tumhe . Abhimanu bahos ho ja ha . Kya Abhimanu pass ho payega or kya turn lege uski jendagi dekhe ge next episode me.
***Download NovelToon to enjoy a better reading experience!***
Updated 5 Episodes
Comments